Tuesday, April 6, 2010

विश्वविद्यालयों के दीक्षांत समारोह में पोशाक के रुप में ‘गाउन’ क्यों पहने जा रहे हैं ??

पर्यावरण मंत्री श्री जयराम रमेश ने दीक्षांत समारोह में ‘गाउन’ उतार दिया,क्या यह सही है? आपकी प्रतिक्रिया की अपेक्षा में………




आपका
अतुल कोठारी

12 comments:

  1. SWAL YAH NAHI KI ACHCHHA KAM KISNE KIYA AUR KITNA KIYA ? ASAL SWAL YAH HAI KI KISI NE ACHCHHA KAM KIYA YA NAHI ? NISHCHAY HI JAIRAM RAMESH JI NE GAWN KO UTARKAR YAH SANDESH DIYA KI HAMEN ANGREJON KI GULAMI KE HAR WYAWSTHA KO UTAR FEKNA CHAHIYE TAB JAKAR HAMARE DESH KA VIKASH SAMBHAV HAI.YAH ACHCHHA KAM JAIRAM JI NE KIYA LEKIN WAHIN AGAR JAIRAM JI NE HINDI MAIN APNA BHASHAN DIYA HOTA TO UNKE ACHCHHE KAM MAIN CHAR CHAND LAG JATA .KHAIR JITNA BHI KIYA USKE LIYE HUM AUR SARA DESH UNKA AABHARI HAI.

    ReplyDelete
  2. yah achha hai. Lekin IIT Mumbai ke dixant samaroh me safed kurta salwar aur keshari uttariya (Uparna) hota hai. Gaun nahi hai.

    Prof.Milind Marathe

    ReplyDelete
  3. My thinking is that he did te right thing.

    ReplyDelete
  4. Abhyaskram me jis tarah Bhartiyikarn hona jaruru hai, vaisehi karyakram me bhi Bharatiyakaran hona jaruri hai. Uttar Maharashtra Vidyapeeth, Jalgaon me bhi gaun nahi pahanate. Vaha khadi ke kapade pahanke dikshant samaroh hota hai.

    Sabhi shikshan sansthan ke dikshant samaroh ka bhartiyakaran hona avashyak hai.

    Vyavasayik mahavidyalayon me bhi dress code ke nam par angreji poshakh ka agrah hota hai. Vo shayad Vyavasay ke liye yogya bhi ho sakata hai. Kintu hapthe ek din bharatiy phoshakh din bhi ho saka hai

    Prof. Ravindra Vaidya,
    Pune

    ReplyDelete
  5. shri Jairam Ramesh ne jo kiya wo sahi hai.. is ghatna ke bad Bihar ke CM sh. Nitish Kumar ne bhi is posak ko change krne ki bat khi hai.hum sab ko mil kar is par Rashtriya bahas suru krni chaiye....

    ReplyDelete
  6. Accha hai.
    our Jairamji ne karyakram me BHASHAN (Swadeshi Bhasha) me kiya hota to aur accha hota.

    Anand Gaonkar
    GOA

    ReplyDelete
  7. we should have an alternative to every problem e.g. weather it is gaun or commonwealth games.

    ReplyDelete
  8. Shri, J Ramesh jine kiya wo blkul sahi hai. lekin yah bharatiya vichar har bar sochte hai to thik hai.
    shiksha main mulbhut parivartan keliye unki yah soch hamesha rahni chahiye.

    ReplyDelete
  9. excellent,It is a true action for nationalist.
    BALKRISHNA PATEL
    AHMEDABAD

    ReplyDelete
  10. Bharatiya parampara mein to vidya ko samasta bandhanon se mukta kar maanavamaatra ko svaadhin banane vali mana gaya hai. Fir usaki purnahuti ke pavana-parva para aayojita hone vale Deekshaanta Samaroha mein paradhinata ke parichayaka Gown ki prasangikata to banati hi nahin. Shri Jairam Ramesh evam Shri Laxaman Chaturvedi ji donon hi Dhanyavada ke paatra hain. Prof. Priyavrat Shukla, Rani Durgavati University, Jabalpur

    ReplyDelete
  11. React karne ka samaya aur tarika sahi tha ya galat, i cannt say but his feeling was absolutely genuine.
    Umesh Kumar Soni
    Keshav Vidyapeeth, Jamdoli

    ReplyDelete
  12. Vigat 24 June 2010 ko Mahamahim Kuladhipati Shri Rameshvar Thakur ji evam pradesha ke Uchcha Shiksha Mantri Mananiya Lakshmikanta Sharma ji ke ashirvada ke sath Professor Ramrajesh Mishra ji ke Kulpatitva mein sampanna Rani Durgavati University, Jabalpur, Madhya Pradesh ke 25ve Dikshanta Samaroh ka ayojan Bharatiya Sanskritik jhalak ke satha kiya gaya. Ordinance aur Act ka havala dete huye Gaun to nahin utara gaya kintu 31 Vedic mantrochcharak Batukon ki ullekhaniya sahabhagita rahi evam yaha vada kiya gaya ki agami meetings mein shuddha Bharatiya vesha ke agraha para vichara kiya jayega.

    ReplyDelete